Roman Urdu
Goongi Ho Gayi Aaj Kuch Zuban Kehte Kehte,
Hichkicha Gaya Main Khud Ko Musalman Kehte Kehte.
Ye Baat Nahi Ke Mujh Ko Us Par Yaqeen Nahi,
Bas Dar Gaya Khud Ko Sahib-E-Imaan Kehte Kehte.
Taufeeq Na Hui Mujhe Ek Waqt Ki Namaz Ki,
Aur Chup Hua Moazzan Azaan Kehte Kehte.
Kisi Kafir Ne Jo Pucha K Ye Kya He Mahina,
Sharam Se Pani Hua Main Ramzaan Kehte Kehte.
Meri Almari Me Gard Se Ati Kitaab Ka Jo Pucha,
Main Garh Gaya Zameen Me Quraan Kehte Kehte.
Ye Sab Sun Ke Chup Saadh Li "IQBAL" Us Ne,
Yun Laga Jaise Ruk Gaya Ho Mujhe Haiwaan Kehte Kehte.

NOT FROM ALLAMA IQBAL.
ReplyDeleteAllama Iqbal k naam se q likhi hay
Deleteaur real may kis sha'ir ki hay ye nazm
Its Iqbal's poetry and dear brthrs n sistrs its 100& true about today's type of Muslims. In this, Iqbal is exposing the reality of our faith.....ap zara samaj k parhain k #iqbal ny kaha kya hai....#thnxxx
Deleteshair ka sahi naam kia hay phir
ReplyDeleteWhy do people use names of great personalities to share their view ?
ReplyDeleteThe message of this poem is very good and would really want to know the poet.
But surely, he is not Allama Iqbal
Best Allama IQbal and Faraz Poetry
ReplyDelete