Tuesday, December 28, 2010

Nazar ke Hifazat

Click on the image to enlarge it
Thanks to Aamir Shakeel for the contribution


7 comments:

  1. Bhai tu Allah wala bane ga kese ???? yeh khouf kese paida hoga ?

    ReplyDelete
  2. Sarey musalman hee Allah waley hotey hai. Musalmaan aisa hota hai jisey har waqt apney Allah key samney kharey honey kaa dar hota hai. us key dil mai yaqeen hota hai key Allah key samney aik din paish hona hai. Yeh Dar usey Allah key kareeb kartaa rehta hai :)

    Baki Mahool, Mehnaaat, Deen kee dawaat aur achee sohbat sey Allah kaa Taluq naseeb hota hai. Phir insaan khud hee apni zindagi badalney kee koshish karta hai.

    ReplyDelete
  3. Hum hamesha Allah se khauf ki kiyoon batain kertey hein? Allah se muhabbat kiyoon naheen likhtay ya kehtay hein? I need to discuss more on that but it is difficult to right everything here on this topic. I don't understand this line also: "Yeh Dar usey Allah key kareeb kartaa rehta hai"... Dar sey qurbat? Muhabbat sey qurbat tou sunee hey :)

    ReplyDelete
  4. beshak ! muhabbat sey he qurbat hotey hai. Asal mai Allah kaa Daar muhabbat ke waja sey he hota hai. Har waqt is baat kaa dar key kahin Mehboob naraz naa ho jayee. :)
    Isey kaa naam Khashiaat hai, key Allah sey Muhabbat ke waja sey darnaa key koi bhe baat Allah ko bure naa lag jayee.

    ReplyDelete
  5. I like your response... jazakAllah :)

    ReplyDelete